Socha tha k kisi say payar na karen gay,
Badal gya irada tujhy dakhny k bad.
Chain say so jata tha mein in sohani ratoon me,
Nendain urh gain meri tujhy dakhnny k bad.
Bahot naaz tha Chand ko apni chandni per,
Chup gya badlon me wo b tujhy dakhny k bad.
Bri fursat sy banaya ho ga KHUDA ne tuj ko,
uth rahy hen sawal tujhy dakhny k bad.
Apny chehry ko chupa k rukho KHUDA k wasty
Dil ho jata ha be-qabu tujhy dakhny k bad.
----------------------------------------------
Wo piyar ka saboot dia krta tha |
Wo pyar ka saboot deya krta tha. Ansu bha bha kar humen mananya krta tha.
Ye zindagi sirf tum se wabusta hai. Aksar ye bat humen btaya karta tha.
Uski batoon main kuch aesa assar tha. Mein barish ke bina hi bheeg jaya krta tha. Sony ki fursat thi kisy. Wo humen sari rat jagaya krta tha. bechani jb had se barh jati thi. Wo jee bhar ke gale lgaya krta tha. Wo itni mohasbat krny wala badal gya. jo har bat per meri qasam khaya krta tha!!!!! ---------------------------------------------------------
Muhabbat bhi kiya cheez tu ne banai hai |
"Muhabbat bhi kiya cheez tu ne banai hai YA RAB log tere dar pe aa k rote hain kisi aur k liye........" |
|
-------------------------------------------------------
No comments:
Post a Comment